"वृक्ष और लकड़हारे" के मध्य होने वाला संवाद लिखिए।
Answers
Explanation:
पेड़ और लकड़हारे के बीच हुई संवाद को ५०-६० शब्दों में लिखीए
पेड़: तुम मेरी जड़ीबूटियाँ फल और फूल बेच कर भी तो आमिर बन सकते हो, फिर मुझे काटने की क्या जरूरत है?
Answer:
Tree:- hey lakadharey tum muje kyu katna chahate ho?
Lakadhara:- kyuki mai tumhari lakdi kat kar baazar mai bechonga fir vo log tumhari lakdi se kagaj aalmari table or bahut si vaastu banai ja sakti hai.
Tree:- Hey lakadhare agar tumne mere jaise vriksh or muje kata or na samle to ekk din tumhara saas lena band ho jayega.
Lakadhare:- arrey kuch bhi bolte ho mera saas lena kaise band ho jayega?
Tree:- ha kya tum nahi jante ki 21 % oxygen hai voo hamari vaaja se hai tum log hamari vaaja se jinda hoo hum tumhe khana bhi thethe hai tumhe chaya bhi milti hai hum se tum hame katna chathe ho.
Lakadhara:- Beshak ye sab tumse milta ho par agar maine tumhe nahi kata to mere ghar mai paisa nahi aaeega.
Tree:- to tum kheti kar lo kheti kar ke jo anaj niklega osse baazar main bech dena or thoda aapne paas rakh lena.
Lakadhara:- arrey main kheti karne laga thik hai par agar maan lo ki meri tabiyat kabhi karab hoo gayi to kya karonga kyuki paisa to ho ga nahi.
Tree:-arrey tabh tum aayurved ka isstemaal karna.
Lakadhara:- tumne thik kaha abb main kabhi vriksh nahi katonga na kisi ko katne doonga.
Tree:- tumhara sukriya tumhare jaise or log bhi sudarjaye to kitne vriksha ho sakte hai.
Explanation:
sorry i have no hindi sotware in my laptop but i hope it helps you again sorry for that