Science, asked by madhuritandi48, 8 months ago

विलियम कोलाइड तथा निलंबन को समझाइए​

Answers

Answered by adityarawat28122004
2

Answer:

Jab kisi padarth ke karn ka aakar 10^-4 se 10^-7 semi ke chetrafal mai hai tatha padarth ke karn kisi madyam mai parichipta hote hai, to padarth ki avastha kolaidi avastha kahalati hai. isa prakar ke mishran Ek Vishamangi mishran hai, jishe kolaidi vilayan kahate hai.

nilamban -yah Ek Vishamangi mishran hai jishame vilaayak ke karno ka aakar 10^-8 semi ke shreni tatha nilambit padarth ke karno ka aakar 10^-3 se 10^-4 semi ke chetr mai hai

I hope it is useful for you so plz mark me as brainliests and give thanks.

Similar questions