Physics, asked by sachin3621, 1 year ago


विमा क्या है? विमा के एकरूपता के सिद्धांत को समझाएँ।??

Answers

Answered by theking20
1

Answer:

vima:

Mool rashiyo ko M,L,T etc. ke ghaat ke rup me vyakt karne ko Vima kahte hai.

sabhi lambaiyo ko L ke ghaat ke rup me vyakt karte hai, dravyamaan ko M ke ghaat ke rup me, aur samay ko T ke ghaat ke rup me.

vima ki ekrupta:

yadi hamare paas koi aisi matrak ho jo ki vyutpan ho to r.h.s aur l.h.s ki vimaye ek jaisi  hogi

for example;

F=ma

MLT^-2= MLT^-2                  (a= LT^-2)

Explanation:

Similar questions