विशेषण की अवस्थाएं से क्या समझ में आता है?
And anyone tell me the meaning of
अवस्थाएं
Answers
Answered by
0
किसी वस्तु की विशेषता बताने वाले शब्द को विशेषण कहते हैं और जिस शब्द की विशेषता बताई जाती है उसे विशेष्य कहते हैं
please please mark as the good answer
Answered by
0
Answer:
1. mulawastha - iske antargat visheshano ka mool roop ata he. iss awastha me tulna nahi hoti, samanya visheshtao ka ullekh matra hota he.
2. Uttaraawastha - jab do vyaktiyo ya vastuo ke beech adhikta ya nyunta ki tulna hoti he,use visheshan ki uttarawastha kehte he.
3. Uttamawastha - ye visheshan ki sarwotam awastha he. jab do se adhik vyaktiyo ya vastuo ke beech tulna hoti he .use uttamawastha kehte he.
Similar questions