विद्यार्थी जीवन तथा राजनीति दो अलग क्षेत्र है।विद्यार्थियों को राजनीति मे भाग नही लेना चाहिए। कथन के पक्ष मे अपने विचार व्यक्त कीजिए।
please give a proper answer
for debate competion
and please don't copy paste from google
Answers
Answered by
0
Answer:
I am directly starting and just giving points because to type that much is out of my capacity so please adjust....
Explanation:
- agar vidyarthi rajneeti mai bhag lenge to desh ki unnati ko bahot bada sankat hoga yadi vidyarthi padhai chhod kar in sab kamo me lag jayenge to humare desh ke bache kaise padh payenge???
- rajneeti ke liye anubhav ka hona bahot zaroori hai aur hum bachon ne abhi abhi duniya dekhni shuru hi ki hai.
- rajneeti ke liye bhi padhai bahot mahatvapoorna hai yadi hum bache bachpan se hi padhai me lag jayenge to hum padh kaise payenge
- itne bade desh ka bhar bachon ke uper dalna theek nahi kyonki un bachcho ko abhi lambi udane bharni hai
- 5.rajneeti ka bojh bachon par dalne se unka bachpan chhin jayega
Similar questions