Hindi, asked by harshasudhir1982, 6 hours ago

व्याकरण से निम्नलिखित मुहावरों का अर्थ लिखकर अपने वाक्य में प्रयोग कीजिए
1. जान की बाजी लगा देना 2. मौत के मुँह में जाना 3. जान हथेली पर रखना 4. प्राणों से हाथ धोना 5. खतरों से खेलना समयिा तशा लिरिता​

Answers

Answered by nausheen7860
1

Answer:

1. Usne khel jeetne ke liye Jaan ki Baazi Laga di.

2. khatron ke Khiladi khelna maut ke munh mein jaane jaisa hai.

3. usne Apne dost ko bachane ke liye Jaan hatheli par rakh kar ladai ki.

4. Himalay ki choti par pahunchna prano se hath dhone jaisa hai.

5. khatron se khelna Sahi nahin.

Answered by sureshprasadverma391
0

Answer:

1. Ramesh ne apni jaan ki baji lagakar apni behen ko bachaya.

2. Suresh ne apne hi bhai ko maut ke muh me bhej diya.

3. sher ne circus me jaan hatheli par rakhkar kartab dikhaye.

4. sheela lalach ke karan apni jaan se hath do baithi.

5. Varun ke liye khatro se khelna ek choti se baat ho gyi hai.

Explanation:

Hope it helps. Mark me as brainliest and follow me.

Similar questions