। व्यक्तिवाचक और जातिवाचक संज्ञा में क्या अंतर है?
Answers
Answered by
4
vyaktivachak sangya - kisi nishchit vyakti ka bodh ho use vyaktivachak sangya kehte hai. jaise - Mahatma Gandhi , Narendra Modi , etc..
jativachak sangya - kisi anishchit vyakti ka bodh ho use jativachak sangya kehte hai. jaise - ladka , ladki , etc..
hope it will help u.. actually in my phone there is no hindi typing ... so sorry for this .... so please mark me as brainlist...
thanks..
Regards
Answered by
5
Answer:
जातिवाचक संज्ञा जाति का बौध कराती है। जबकि व्यक्तिवाचक संज्ञा विशेष का बौध कराती है।
धनयवाद
Similar questions