व्यख्या करो, "आदमी बईमानी तभी करता है जब उसे अबसर मिलता है
Answers
Answered by
7
Answer:
(translate in hindi)
"admi baimani tabhi karta hai jab usse awsar milta hai" is pankti ka matlab ye hai ki ek admi har waqt mauke ki talash me rehta hai. iska us kahani se v mil ho sakta hai jisme uss admi ne dusre insaan k sath baimani ki, aur phir dusre insan ne ye kaha.
Similar questions