वह सील जिस पर एक योगी की आकृति बनी है जो पशुपति शिव जैसी शिव जैसी दिखाई पड़ती हैं वह कौन सी है
Answers
Answered by
7
Answer:
Pashupati Seal
Explanation:
Pashpati nath ki wo seal ya mohar
jo ek yogi ke roop main hai
Wo archaeologists ko Mohenjodaro
se mili hai.Wo seal Bhagwan Shiv ke Pashupatinath roop ko darshata hai
Bhagwan Pashupatinath ko pashuon ke Raja mana jaata hai..Unke upar seeng bne hue the.
Is tarah ki aur bhi kayi seal mili hain
isse yahi pata chalta hai ki Haddappa
Sindhu sabhyata ka samay mohar bnana ka kaam ek bade star per kiya jaata tha
Similar questions