van samrakshan hi jan samrakshan hai apne vichar bataye
Answers
Answered by
7
Van hamari prithvi ke anmol dhrohar hai. van ke bina jeevan ki kalpana nahi ki ja sakti hai.vano se hame oxygen gais prapt hoti hai. oxygen ke bina koi bhi jeev jeevit nahi rah sakta.vano se lakdiyan prapt hoti hai jinka use insan vibhinn tarah ke sansadhno me karta hai.insan apni badhati mahatvakanksha ko poora karne ke liye vano ka vinash karte ja raha hai. jijka parinam bhavishya me anewali pidhi ko bhugatana padega.hum sabhi ko chaiye ki vano ke sarankshan ke liye jagrook ho aur apne dayitva ko samjhe ki van se hi jeevan hai van nahi to kuchh nahi.
Van aur insan ek doosre ke purak hai. ish bat ko samjhe aur vano ke sarankshan me apna yogdan de.
Van aur insan ek doosre ke purak hai. ish bat ko samjhe aur vano ke sarankshan me apna yogdan de.
Similar questions
Computer Science,
7 months ago
English,
7 months ago
Chemistry,
1 year ago
Hindi,
1 year ago
English,
1 year ago