Social Sciences, asked by Bhumi9752, 1 year ago

Vanaspati jagat aur prari jagat main antar bataieye
answer

Answers

Answered by lovealisha
4

Answer:

here is ur answer.....

vanaspati Jagat :-

(1) Vanaspati jiban Ka Pehela rup hai . Vanaspati Ka arth Pedh - podhon se hai

(2) vanaspati surya se prapt urja ko Khadya urja me badal Sakti hai .

(3) Vanaspati Apna bhojan khud banate hai .

prani jagat:-

(1) Prani Ka vikash baad me hua. Prani Ka arth jiv - jantuyon se hai .

(2) Prani surya se prapt urja ko khadya urja me nahi badal Sakti hai.

(3) Prani Apne bhojan ke liye vanaspati pe nirbhar rehete hai.

hope u like it... .

Similar questions