Hindi, asked by raghuharsha, 1 year ago

वरिष्ठ नागरिक के प्रति आदर-सम्मान की भावना से जुडी कोई कहानी ढूंढकर लाइए।

Answers

Answered by cutebaby071
82
i hope it helps to you ☺☺
Attachments:

raghuharsha: there is any picture to this story
raghuharsha: pls send the picture
cutebaby071: u can take it from Google
cutebaby071: i kept another story it has pic
Answered by utsrashmi014
0

Concept

Varishth Nagrik ke prati aadar samman ki bhavna se judi kahani

Explanation

Govindrav namak ek ameer aadmi hai. Uske do bete hai. Ek din wah apni patni ke saath ke liye jate shaher me padhne wale do beto ko railway station aakar milne ke liye station jaate hai .

Bada putra mata pita se milne ke liye station jaate hai bada putra mata pita ko dekhte paav par git kar unka pranam karta hai Lekin chota putra unko namaskar nahi krke aisa rehta hai .

Yeh dekhkar pita Bahut dukhit hota hai to mata use samjhati hai ki vah to abhi chota hai , bade hone ke baad seekh lega Par pita kehta hai nahi

meri chinta ka karan hai vah abhi tak bado se kaisa vyahvar karna nahi sikha hai to bhavishya me kaise sikh sakta hai? kuch dino bad bada beta highcout ka judge bankar sabhi ka pranam le raha hai aur chota beta usi court me editor ke roop me bharti hokar sabhi ka pranam le raha hai

Bachpan me bado ka satkar karne ka fal bada beta ab paa raha hai chote bete ne to bado ko pranam nahi kiya isiliye yah fal bhugatna pada hai. Isiliye ham sabko bachpan se hi mata pita aur varisht nagriko ke prati adar rakhna sikhna chahiye.

To yaha hamne kahani batai varisht nagrik ke prati adar samman ki bhavna

#SPJ3

Similar questions