vartaman Samay ko Sanskrit kaha ja sakta hai ya sabhya
Answers
Answered by
66
वर्तमान समय को सभ्य कहा जा सकता है क्योंकि भूतकाल में जितने भी आविष्कार हुए थे उन्हें संस्कृत कहा गया है और आज समय आज के समय में हम चाहे उसमें कितने ही सुधार कर ले हम संस्कृत नहीं कहला सकते हमें सभ्य की उपाधि दी जाएगी
AjayKumar111111:
may be
Answered by
31
vartaman samay ko sabhya kaha ja skta h...kyuki sabyata vo hoti hai jo sanskriti ka istemaal kr kuch naya aavishkar kre...Sanskriti insaan vo hota h jisne nayi cheez ka aavishkar kiya ho jaise jis vkayti ne aag ka aavishkar kiya hoga veh bahut bada aavishkarta hoga parantu hum log usse nayi nayi chezzo ka aavishkar karte hai isliye hume sanskriti na bol kar sabhyata kaha jayega... Hope this helps..
Similar questions