Hindi, asked by shrutibharti20p543vu, 1 year ago

Vartman samaj ko sanskriti khnge ya sabhyta

Answers

Answered by Rajz
1
vartman samaj ko sabhyta kahenge..

shrutibharti20p543vu: Yes I wrote this only
shrutibharti20p543vu: No
Rajz: ok, thats good
Answered by gaurav2013c
13
Vartaman samaj ko hum sabhya kah sakte hai lekin sanskrit nahi..

Iska ek tark....

Aajkal ka bhautik vigyan (Physics) ka vidhyarthi Newton ke grutwakarshan ke niyam se toh parichit hi hai, uske saath hi vah kai aur bato se bhi parichit hai jise Newton bhi nahi jaanta hoga...

Yah vidhyarthi sabhya toh hai lekin Newton jaisa sanskrit nahi hai..

shrutibharti20p543vu: No aagr newton ne gravity k laws nikle the to vo sabse sanskrit vykati hoga bhale aj ka samaj newton se zyada janta hoga to vh sabhya to zarur khya pr newton ki trh sanskrit nhi..
gaurav2013c: ha vahi toh maine bhi likha hai
Similar questions