Vidyalaya Mein Bal Diwas manane ke sambandh mein Adhyapak aur Chatra ke beech samvad
Answers
Answer:
chatra : sir kuchh din bad14 November hai. ham log is bal divas school me kya kare?
sir: hame is bar pichhle sal se achha bal divas manana chahiye.
chatra : ha sir ham bhi kuchh aisa hi soch rahe the.
sir: to is bar ham sangeet ke sath dance ka kaaryakram karenge.
chatra : ha sir ham slowly slowly gane par dance karenge
sir : ye kaon sa gana hai?
chatra: are sir ye famous singer guru randhawa ka song hai.
sir : achha theek hai.
chatra : chalo phir practice shuru karte hai.
Explanation:
agar isme apko kuchh achha na laga ho to uske liye heartily sorry
I hope it helpful for you
thank you
Answer:
chhatra(C) :sir kya aapko pata hai 14 November ko kya hota hai?
sir(S) : nhi.... mujhe to nhi pata hai!!!!
C: sir 14 nov ko jawaharlal Nehru ji ka birthday hota hai
S: ha beta pata hai... vaise tumhe ye bhi pata hoga ki us din aur kya hota hai..
C:ha sir kaise na pata hoga hum sabko... us din bal diwas yaani children's day bhi hota hai
S: kya tumhe pata hai bal diwas kyo manaya jata hai?
C :nhi sir... aap bataeiyena.!
S :jaroor. tumne bataya ki jawaharlal ji ka bday hota hai to... Nehru ji ko bacche bohot pasand karte the.. isliye unki yaad me humne bal divas manana shuru kiya.
C : achha isliye manaate hai bal diwas ...
S: ha isiliye. har saal ek kaaryakram hota hai hamari paathshala me iss saal bhi soch rahe hai...
C: sir iss saal hum aur bhi dhoom dhadake se manayenge bal diwas
S :jaroor manayenge... gana nachana, khana pina, mauj masti, jaadu, sab hoga is baar...
C : aur iss saal hum sirf bal diwas hi nhi manayenge saath hi saath Nehru ji ka janma din bhi utsah se manayenge...
S: ye hui na baat ...
hope it helps.... plark it Brainliest