visheshan aur pravisheshan mein aantar spasht kijiye?pleaase maamsir give me the answer as fast as you can?
Answers
Answered by
0
Visheshan woh shabd hai jo kisi sangya ya sarvanaam shabd ki visheshta bataye.. Eg. गंदा, अच्छा, लाल, यह, आदि। Pravisheshan woh shabd hai jo kisi visheshan shabd ki visheshta batata hai.. Eg.बहुत गंदा, थोड़ा ठंडा। Ismein 'bahut' aur 'thoda' pravisheshan hai
Similar questions