Hindi, asked by Nikhil23jan, 1 year ago

vishwa ke safal desh aur uski safalta ka rahasya par anuchedh

Answers

Answered by monu7bishnoi
0
Vishwa ke safal desh jinko ki aadhunk yaa viksit desh bhi kaha jaata hai ..unki safalta ka rahasya yehai ki wo desh apni jansankhya unke liye ublab rojgaar aur sartrafal ka samnavya banake rakhte hai bina kisi  prakrtik nuksaan ke. wo desh jansankhya simit rakhte hai aur rojgaar aur paraktrit ko badhawa de te hai . jisse pradhusan kam hoat hai aur jeevan aayu aur kaam karne ki samta badhato hai. wo ye dekhte hai ki hum kisi baat aur karya mai neepun hai aur kis baat mai kamjor hai phir wo apni karya kushalta ko aur badhawa dete haia ur kamjori ko kam krne ka har sambhav prayaas krte hai .mukya baat unme ye hai ki wo Rojgaar aur payrawaran ka khas dhyaan rahkte hai jis se desh waisiyo ki sawasthiya aur aamdani  par koi vipreet asar nhi padta hai . wo adhik saman niryaat aur kam saaman aayat krte hai jis se desh ki aay badhti hai aur rail aur bus suvidhaaye badhti hai .antim aur mukhya baat ye desh sawdesi cheejo aur vastuo ka prayo krte hai aur anya desh ki cheeje jaanch parakh kr hi le te hai..
Similar questions