Vyakti vachak Sangya aur jativachak Sangya me Antar sapsht kijiye
Answers
Answered by
5
Answer:
ye dono sangya ke prakar h...
Explanation:
jis sangya shabd Se kisi khas vyakti, wastu, ya sthan ka bodh hota hai use vyaktiwachak sangya kehte hai..... udaharan : Ram, Ananya, Himalayas, ityadi... yha ye shabd kisi khas ladka, ladki aur pahad ka bodh kara rahe hai... isiliye ye vyaktiwachak sangya hai...
Jis sangya shabd se kisi ek vyakti, ya vastu ka bodh na hokar puri jati ka bodh hota hai use jatiwachak sangya kehte hai.... udahran : ladke, ladkiya, kitaben, nadiyan ityadi.... yha ye shabd ladke,ladkiya,nadiya ,kitaben kisi ek khas ladka ladki, Kitab ya nadi ka bodh nhi kara rhe hai.... ye puri jati ka bodh kara rahe hai.... isiliye ye jatiwachak sangya hai..
hope it helps you...
Similar questions