what is cube root and square root explain in Hindi
Answers
Answered by
3
प्रिय शिष्य,
उत्तर:
1. square root of a number:-
What is a square root of a number ?
( Kisi number ka square root kya hota hai ? )
Friends , square root ko hindi me vargmul ( वर्गमूल ) kahate hai.
Defination of square root-
" kisi diye huye number ka square root , aisa number hota hai jo khud se multiply karne par diya huaa number hi aata hai."
Square root ko " √ " se denote karte hai.
Aayiye example se samjhate hai -
Kisi diye huye number " x " ka square root -
Diye huye number x ka square root y aisa number hota hai, Jiska khud se multiply (i.e. y×y ) karne par result ( y×y = x ) x mile.
Aur isse √x =±y se denote karte hai.
Yaha sign ± ka matalab hai ki diye huye number ka square root negative and positive dono number ho sakta hai. Jaise uppar k example me x ka square root
√x = - y aur +y dono ho sakta hai , kyuki (-y)×(-y) = x
y×y = x
dono ho sakta hai.
Aayiye ab kuch number wale example se samjhte hai.
For example-
• square root of 1
Hume 1 ka square root maalum karna hai to hum jaante hai ki,
1×1 = 1 and (-1)×(-1) = 1
Isliye 1 ka square root = ±1 aur isse √1 = ±1 se denote karte hai.
• square root of 4
Hum jaante hai ki ,
2×2 = (-2)×(-2) = 4
Isliye √4 = ± 2
2. cube root of a number:-
What is cube ?
(Cube kya hai ?)
Cube -: Cube ko hindi me "Ghan"(घन) kahate hai.
Kisi number ka cube calculate karne ka matalab hai, uss diye gaye number ka 3 times multiply karna hota hai.
Defination-
" Kisi diye huye number ka 3 times multiply karna, uss diye huye number ka cube kahalata hai. "
For example-
Suppose hume 2 ka cube calculate karna hai.
Solution -: 2³ = 2×2×2 = 8
Means 2 ka cube = 8
Or 2³ = 8
I hope aap cube k baare me jaan gaye honge. Ab mai aapko cube root k baare me batata hu.
What is cube root ?
(Cube root kya hai ?)
Cube root -: cube root ko hindi me "Ghanmul"(घनमूल) kahte hai.
Cube root , cube ka just opposite hota hai .
Matalab maan lete hai kisi number "x" ka cube "y" hai . To "y" ka cube root "x" hota hai.
Aor isse iss type se denote karte hai-:
x³ = y
and ³√y = x
For example-: Humne uppar k example me dekha ki 2 ka cube 8 hota hai. Ab just iska ulta cube root hota hai.
Means , 8 ka cube root 2 hota hai.
I hope aapko cube and Cube root clear ho gaya hoga .
HOPE THIS ANSWER HELPS YOU A LOT DEAR......
KINDLY MARK IT AS BRAINLIEST ANSWER DEAR.......

raj902:
thank you very very much
Similar questions