what is delta in Hindi
Answers
Answered by
0
- किसी भी फसल के लिए आवश्यक जल की कुल गहराई को डेल्टा कहते हैं।
Answered by
0
kisi bhi fasal ke liye aawasyak jal ki kul gahrai Ko delta khte h . Jalodh bhoomi ko nyunaadhik trikoneey bhubhag jo kisi nadi ke muhane pr nirmit hota h. nadi ke prawah ke saath bahkar aai mitti aur malwa uske muhane pr Jahan paani ke bahne ki gati km ho jati h, trikonakar aakar me pasar jaate hain. yhi orwar, narm jameen delta kahlati h
Similar questions