what is explanation of vidya dhan udyam bina kho jo pave kon bina jhulaye na mile jaoy pankha ke pon
Answers
Answered by
4
IIss dohe ka
aarth hai ki hume Vidhya dhan bina mehnat aur parisharm ken hi milta hai . ek
achhi sikhsa prapt krne ke liye nirantar
aur humesha padhaayi karni padti hai
jaise ki pakha jhulaane par hi hawa aati hai . jab hum pankha julana band kr dete hai to pawan bhi ruk
jaati hai .thik usi prakaar nirantarta hi jeet ka aadhaar hai .
Similar questions