Chemistry, asked by rini9454, 11 months ago

what is heterogeneous mixture ?​

Answers

Answered by Anonymous
3

Answer:

A heterogeneous mixture has components in which proportions vary throughout the sample.

Answered by Anonymous
1

Answer:

Hua sirf ittna tha ki kuch dino se meri or sidd ki sticker ko le kar fight hoti thi , vo baat ye thi ki yaar jab bhi mai usse romentic sticker send karu toh vo faltu ke sticker send karta tha . Mujhe gussa aati thi . Ek do bar maine usse kaha bhi ki kabhi toh dhang ke sticker send kar diya kar par vo hamesa faltu ke karta tha . Parso jab ussne fir se sticker send kiya toh maine keh diya , jo mere maan mai aaya . Bass fir ussne kaha ki focus in ur aim , yaar vo toh first focus hai mera or ye baat Mai sidd ko bahut bar bata chuki hu fir bhi vo bar bar same thing bolta hai , toh maine parso usse kaha tha ki both things are important in my life means sidd and my aim . Iss baat par ussne kaha ki mere liye sirf study hi important hai . Issi baat par hamari fight ho gai yaar . Or maine keh diya ki jab tk tu meri life mai rahega tb tk mai aim par focus ni kar paugi or fir usse maine bye forever likha or block kar diya .

Rini ye hai puri baat .

Kal tum logo se baat kar ri thi . par ye baat bata ni paai .

Similar questions