what is impact of media in society in hindi?????????
Answers
Answered by
6
Media ka society par prabhav
Aaj media ki samj apr aprbhav ki baat karen to manav eska etna aadee ho chuka h ki eske bina apna jivan adhura samjhta h. chahe news, jankari lene ki baat ho ya fir manoranjan sub kcu media par depend sa ho gya h. Man bahlana ho to media (new media like internet), koi suchna leni ho to media har jagah media ka bolbala h. ess media ne aaj samaj par kuch nagitive or positive parbhav dale hain. jinhe hum es parkar parbhashit kar sakte hai:
1. Suchna ke madhyamo me badlaav/ change of medium- aaj media ke karn suchna ke aaddan pardaan me bri teji aae h. computer or internet ne ese or aasaan bna diya h. aaj daak bhejne ki bjay har koi emial ya sms bhejna pasand karta h. jankari jutane ke liye aam jan ki bjay media sources ka sahara leta h. yaani aaj samaj ko esne etna badal diya h ki dhol-nagoro se hone wali munayadi/jankari ab media me vigyapan ke rup me aati h. dak se chhitthi ki bjay mail or sms aata h. yah bhi satay hi ki ess media ne hi en kaamo ko aassan bna diya h. pahle koi sandesh pahuchte pahuchte mahino lag jate the or kae baar nhi bhi pahuchta tha, lekin ab to kuch secondo me pahunch bhi jata h or bata bhi deta h ki aapka kaam safal ho gya h
2. Manoranjan- media ne samaj ke maoranjan par bhi kafi effect dala h. aaj hume vo nukar naatak bre ajib se lagte h jo hum kisi cinema me 3 ghante bethkar, pese kharch kar ek film ke rup me dekhne jate h. pupets yani kathputli , madaari ka khel ab es bite jamane ki baat ho gyi ku aaj ka samaj to media ka pangu hote hue game ya moile me apna dimag lagta najar aata h, rhi khi kasar tv ne puri kar di jo apne samne sara din bethne ko majbur kar deta h. lekin yah bhi satay h ki ess media ne manoranjan ke sath usske gyan me bhi verdhi krne ka kaam kiya h. kaeo ko raoojgaar mila h.
3. Rahan-sahan me badlaav/change in living standard- aaj media ne aadmi ko etna badal diya h ki vo kache makano se nikal kar aalishan banglon me rhne lga h. phle jab media etna parbhavi nhi tha tab hum kache or jhompari jese makano me rhne ko majbur the. lekin jese hi media ne nyi nyi taknik ki janakri dee log uska use karte hue apne rahan-sahan me badlaav kar liya. bhojan (Food) ko badal diya bajre ki roti ki bjay ab to rajdhani ya sakti bhog jese aate ko prathmikta dena lage h. subah or shyam ke khane ka menu badlane laga h. Chay (Tea) ki jagah juice jese option apnaye jane lage hain.
4. Pahnave me badlaav/change of personality- aaj media ne aadmi ko aadi maanav se gentlmen bna diya h.agar aaj yah media n hota to aadmi phle ki tarah hi apne sarir/body par trees ke patte hi lapetataa rahta. media ke karn hi logo me jagriti aayi or dhire dhire vah apni personality ko sudharne lga. aaj har koi shuted-buted dikhne ki koshish krta h vajah h media ka parbhav or uske dvara diye jane wale adevertisement me slike ki jankari. Par yah bhi katu satya hi k esi media ne bharitay sansakriti/indian culture ko etna barkila bna diya h ki hamare parvajo ne kbhi socha bhi nhi tha. kurta payjama ki jagah nero jeans, salvoor kurte ki jagah jeans, half scurts, Sir par chunri to kya pure sarir par hi nhi dikhyi deti. hathon me churiyo ya subh ke partik dhagon ki jagah rist band dikhyi dete hain.
5. Rishton me badlaav- Aaj ke media ne samaj ke rishton me badlaav lane me bhi bri bhumika nibhae h. Logo ki mansikta ko badla h. kabhi bahu ko sirf ghunghat me dekhne wal sasur aaj apni beti ki tarh uske sath ghumta h. use har aajadi dene ki koshish me rahta h. Ab to pahle ki tarh marrige ke time hi bahu dekhne ki baat purani ho gyi h, aaj parents dono ko aapas me milne or baat krne ka chance dete hain. yah sub aaj ki soch ka hi badlaav h or eski vajah h media. lekin yah bhi satay h ki aaj jyada modernnition ke karn en rishton me kahtash bhi aa rhi h. sashur ke samne bahu bete ka mjaak ura rhi h. chahre se parda uthakar bharkile jeans-top jese kapre pahan rhi h. parents ke samne nach rhi h. ek dusre se khuleaam lipt rhe h. yah sub hamaare culture ka hissa thore hi tha. 6. jhagralu parvriti- aaj media ne jhan logon me jagriti lane ka paryaas kiya h vhi usne manushay ko hinshak parvriti ka insaan bna diya h. Films, vigaapan, news channels dvara diye ja rhe content se vah us bharat ka nivasi nhi rha jise shanti ke rup me jana jata tha. choti-choti baat par marne par utaru ho jata h. Gusse me aaker rishton tak ka katal kar deta h.
7. Manseek Pangu yani choti soch- aaj manusay ki sich etni choti ho gyi h ki vo sirf apne bare me hi sochta h. Sabko sath leker chalne ki reet ab khin khin hi dikhyi deti h. Mediaor media ne usse esa ban diya h ki bus usse samaj se koi lena dena n ho.

Rani9559:
nice
Similar questions