What is inertia explain in Hindi
Answers
Answered by
483
koi bhi object agar motion me hai to motion me hi rahega or agar rest position par hai to rest position par hi rahega or jis direction me motion kr raha hai usi me rahega or ye sab tabhi hoga jab hum koi external force nahi lga rhe ho. this is called inertia. hume object ki state ko change krne k liye external force ki jarurat hogi. agar koi doubt abhi bhi ho to comment kr dena. hope this will help u.
Answered by
157
Inertia kisi bhi object ki vo ability h ki agr vo rest m h to rest m hi rhega aur agr motion m h to m hi rhega jbtk uske uper koi bhi outer force nhi lagaya jaata
Similar questions