Hindi, asked by htmlinc1, 1 year ago

what is manvikaran alankar with 5 examples

Answers

Answered by guddi3910
2

MANVIKARAN ALANKAR-jar athva achetan tatvo par manviya bhavo,sambandho aur kriyakalapo ka aarop karke unhe manushya ke saman vyahvar krte dikhana manvikaran alankar hai

example-(i)andhi itrane lagi lagte hi aashad ke.yaha aandhi ko manushya saman itrate dikhaya gaya hai.

(ii)meghmay asman me utar rahi sandhya-sundari pari si

(iii)kaliya darwaje khol-khol jab jhurmut me muskati hai

(iv)jagi vanaspatiya alshae mukh dhoti sital jal se

(V)kan pakar suraj jab holle se dhakiyaaga

Plz mark it as brainliest

Similar questions