what is samas and there type ? yaar types ko bhi define karna par easy definition dena plz .....
Answers
Answered by
1
Answer:
Do ya do se adhik pado ke mel se bane sabd ya pad ko samas kehte hai.
Jaise:- Rajputra=Raja ka Putra isme do pad hai Raja aur Putra aur Rajputra in do sabdo ke mel se bana sabd hai.
Samas ke chh bhed hote hai
1.Tatpurush Samas
2.Dandwa Samas
3.Dwigu Samas
4.Karamdharay Samas
5.Bahubhrihi Samas
6.Avyaiyi Samas
Answered by
1
Answer:
समास 'संक्षिप्तिकरण' को समास कहते हैं। दूसरे शब्दों में समास संक्षेप करने की एक प्रक्रिया है। दो या दो से अधिक शब्दों का परस्पर सम्बन्ध बताने वाले शब्दों अथवा कारक चिह्नों का लोप होने पर उन दो अथवा दो से अधिक शब्दों के मेल से बने एक स्वतन्त्र शब्द को समास कहते हैं
Similar questions