Hindi, asked by Anonymous, 1 year ago

What is the central idea of prampra ka mulayankan story ?


Anonymous: sorry ,at the place of story it should be Niband

Answers

Answered by gautamkumar2
3
jo loge sahitya me yug -parivartan karna chahte hai,jo lakir ke fakir nahi hai,jo rudhiya todkar krantikari Sahitya Rachna chahte Hain unke liye Sahitya ki Parampara ka gyan sabse Jyada awasyak hai. Jo log samaj mein buniyadi Parivartan karke varghin sosan mukt Samaj ki Rachna karna chahte hain; we apni siddhanto ko aitihasik Bhautikwad ke naam se Pukar Te Hai.
Sahitya ki Parampara ka mulyankan karte hui sabse pahle Hum us Sahitya ka mulya nirdharit Karte Hain Jo sosak worgo ke vrudh shramik Janta ke Hito ko pratibimbit karta hai.
Answered by mayajakhar79
4

Answer:

Heya mate

Here is your answer

___________

jo loge sahitya me yug -parivartan karna chahte hai,jo lakir ke fakir nahi hai,jo rudhiya todkar krantikari Sahitya Rachna chahte Hain unke liye Sahitya ki Parampara ka gyan sabse Jyada awasyak hai. Jo log samaj mein buniyadi Parivartan karke varghin sosan mukt Samaj ki Rachna karna chahte hain; we apni siddhanto ko aitihasik Bhautikwad ke naam se Pukar Te Hai.

Sahitya ki Parampara ka mulyankan karte hui sabse pahle Hum us Sahitya ka mulya nirdharit Karte Hain Jo sosak worgo ke vrudh shramik Janta ke Hito ko pratibimbit karta hai.

_____________________

Similar questions