What is the difference between skarmak kriya and akarmak kriya in hindi language?
Answers
Answered by
0
Answer:
Skarmak kriya -skarmak kriya me object means karm hota h aur ham logo ko kya ka answer bhi milta h.
for ex- seema patar likti h to seema kya likti h seema patar likti h to ye skarmak kriya h
Akarmak kriya- akarmak kriya me karm nahi hota h Or hame kya ka answer nahi milta h.
for ex- priya nachti h to ye akarmak kriya h kyonki isme kya ka answer nahi mil raha h.
Answered by
1
Answer:
(a) अकर्मक क्रिया वाक्य में अपने साथ कर्म नहीं लाती है। (a) सकर्मक क्रिया वाक्य में अपने साथ कर्म निश्चित रूप से लाती है। (b) अकर्मक क्रिया का प्रयोग कर्तृवाच्य एवं भाववाच्य में होता हैं। उदाहरण- आम फलता है।
Explanation:
Similar questions