What is the difference between vishashan and kriyavishashan
Answers
Answered by
1
Visheshan yanike adjective. Kriyavisheshan yanike adverbs. Visheshan vo hota hai Jo kisi sangya,vastu,jagah,naam ko describe karta hai. Kriyavisheshan vo hote hain jo kriya ko describe karte hain. Eg for visheshan - bageeche me khubsurat phool khile hain. Yahan phooolon ki sundarta ko dikhlaya gya hai. Khubsurat hai is sentence ka visheshan. Eg for kriyavisheshan - imran tezi se daudta hai,yahan daudne ki visheshta batayee gyi hai,ki imran tezi se daudta hai. Tezi shabd daudne lafz ko jhalkati hai. Cheers!
Similar questions