Hindi, asked by Anu726, 1 year ago

what is the meaning of aastha in hindi ( chapter - madhur madhur meri deepak jal ) class 10 th cbse


MuhammadAliza: astha mean vishvas
Anu726: ok thank you so much
Anonymous: Aisa koi shabd ni hi usme. Kavita ka ek ye arth lagaya gaya hi ki kavita mei jo deepak hai wo kaviyatri ke astha ka roop hai. Maine abhi apne Hindi Teacher se puch kr bataye hi apko.

Answers

Answered by Anonymous
0
Kya aastha sahbd hai is kavita mei? Waise aastha ka matlab hai- faith The poetess has great faith in her devotion to God. And she wants that the 'deepak' or her faith in God should ever be alive . Yaha Mahadevi Verma ji apni Ishwar mei Aastha ki tulana sada jalte rhte deepak se ki hai. Aastha jisme hoti hi use hum kabhi bura nhi sochate or isiliye Deepak ko madhur rup se jalta hua kaha gaya hai.

Anonymous: Ok let me see.
Anu726: no need of text book meaning generally tell me the meaning of aastha
MuhammadAliza: mean vishvas
MuhammadAliza: just Jo mahadevi Verma thi na unko shri Krishna per bhut vishvas tha
MuhammadAliza: ok
MuhammadAliza: l am also in 10 class
Anonymous: Aastha means faith .mtlb jb hume kisi pr pura viswas hota hi or hum pura samman bhi karte hi uska to hm kh sakte hi ki meri usme shradha hi...jaise hmari Ishwar mei shradha hoti hi.
MuhammadAliza: apka bhi 6 March ko Hindi Ka paper hai
Anu726: yes
Anonymous: Anu kuch meaning clear hua
Similar questions