Hindi, asked by king4444454, 10 months ago

What is The Meaning Of Hindi Word "Veda" and "Yeda". Define in Hindi Roman Or English.​

Answers

Answered by kardamsatish83
0

Ved Vid shabd se banaa hai Jiska Arth hota hai gyan ya Janna, gyata Ya Jaanewala ; Manna Nahin aur na hi mannewala. sirf Jana parkha Gaya Gyan. anubhut Satya. Jacha Parkha margh . ISI mein sankalit hai Brahma Vakya .

ullekhniya hai ki Vedna ka Arth hota hai Gyan se upja Dukh,vairagya aur Dard.

Ved Vaidik Kal Ki vachik Parampara ki Anupam Kriti hai,Jo pidhi Dar pidhi Pichhle chhah Saat hazar Sal purv Se Chali a rahi hai. vidwano Ne Sanhita, Brahman, aaranyak aur upnishad in Charon ke Sanyog ko samgra ved kaha gaya hai.

yah Charon Bhag sammilit Roop Shrutik Kahe Jaate Hain . Baki Granth Smriti ke antargat Aate Hain .

dhanyvad aap Khush Rahen

Similar questions