History, asked by Anonymous, 1 year ago

WHAT IS WORLD WAR (EXPLAIN IN HINDI)


NO SPAMING ND COPY

Answers

Answered by Riyaa11
1
hey user here is your answer:
world war commonly called vishav yudh
in Hindi . yeh ek bhot saare desoon ka smuh hota hai jisme 2 bhagme saare des batt jaate hai aur yudh hota hai .jaise pickle vishav yudh -2 me Germany ke khilaf France that ur un dono ke saath aur bhi desh mil Gaye the aur Bharat kisi me bhi nhii tha. kyunki isme bhot nuksaan hota hai. jitne wale desh ke pas antraahtriya start par adhik takat aa jaati hai
yeh yudh bhott saalon Tak chlta hai aur harne Wala desh bhit niche aa jaata hai jaise japan aur America ko ek dusre see dushmni hai to aise me yudh home ki aashanka rhti hai.
hope it helps you!!!!

Anonymous: Thaks for Anshwer
Riyaa11: wlcm yaar
Riyaa11: thanks 4 marking my answer brainliest
Anonymous: UR WELCOM
Answered by shashanksingh7
4
world war means vishwa yudh. jab kai desho ke madhya kisi chiz ko lekar vivad hota hai aur jab vivaad badh jata hai to yudh bhi hote hai aur jb kisi desh se kai desho ki dushmani hoti hai to wo ek sath kisi desh desh per attack karte hai aur wo desh bhi apne sathi desh ke sath yudh karta hai.
jab anek desh samooh me hoke yudh karte hai world war kahlate hai

Anonymous: THANKS FOR ANSHWER
shashanksingh7: welcome bro
Similar questions