Environmental Sciences, asked by anjalikasumiyainy, 1 year ago

Who composed swach bharat song

Answers

Answered by Anonymous
3
Prasoon Joshi composed swach bharat song.

The poem is as follows -
Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne ye vada,
ye vada kar liya humne.
Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne ye vada,
Ye vada kar liya humne.

Swachh Bharat Ka Irada kar liya humne,
Desh se ye vada kar liya humne.

Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne vada,
Ye vada kar liya humne.

Humse niklegi swachhta ki ek nadi,
chal-chal-chal, kal-kal-kal,
Ek dhuli si jindagi.
Swachhta ki jyot lekar ghar-ghar jayenge,
saaf suthri Roshini mein sab nahayenge.

Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne vada,
Ye vada kar liya humne.

Har gali ab unnati ki raah jayegi, (Jayegi..)
Dhoop asha ki aangan aangan gayegi, (Gayegi..)

swapna Gandhi Ji ka, ab sakar karna hai,
Swachhta ka desh mein ab tyohaar karna hai.

Khud se hi karni hogi shuruaat,
banaye Swachh Bharat saath-saath.
Ek pavitra si hawa bahegi,
Ujjwal-Ujjwal ho Bharat.
Kona-kona nirmal hoga,
Vishwa kahega jay Bharat.
Answered by Ankit1234
2
Swach bharat song was composed by Prasoon Joshi.
Similar questions