Hindi, asked by sureus1121, 1 year ago

WHT IS RUPK, UTPREKSHA AND UPMA ....ALANKAR?

Answers

Answered by Anonymous
2
jab kinhi dho alag alag vastu ko tulna kin jati uuse upma alankar kahte hai.

jahan roop and gun ko bahut adhik samanata ke karan upmay me upman ka aropit kar diya jaye uuse ropak alankar kahte hai.

jiskee upma de ja rahi hai uuski kalpana kar lee jatee hai uuse utparsh alankar kahte hai.

Answered by nehay6107
1
Rupak alankar
Jis jagah upmay par upman ka aarop kiya jaye us alankar ko rupak alankar kahte h.

Utpreksha alankar
Jis jagah upmay ko hi upman man liya jata h usee utpreksha alankar kahte h.

Upma alankar
Jis jagah do vastuon mein anar rahte hue vi aakrati or gun ki samanata dikhai jaye usee upma alankar kahte h.

Hope it helps
Similar questions