winnwr winner chicken.dinner
Answers
Answered by
0
Answer:
are lekin maine seriosly hi ek joke kaha tha chalo pura bolta hu
mai. hum apne jamane ke itne bade daku the ki jo gabar singh nahi tha woh hamare yaha pocha karne atah tha
dusre ladka. kaha se sikha ?
mai. kya ?
dusra ladka. itna lamba lamba phekna
mai. beta hamara naam hai sulemani jhantaap , maar denge kantaap . uud jamin pe baith jaoge.
dusra ladka. koi baat nahi uud ke kam se kam baith toh jaenge .
mai. jab uud ke jamin pe baitho ge na toh tumhari batisi jamin pe bikhri hogi aur ridh ki haddi gurde me dhasi hogi .
Similar questions