Social Sciences, asked by jabbarma65pe3m4j, 1 year ago

write a comment on rowlatt act

Answers

Answered by sheetalsunil
0
1) Gandhi ji ne 1919 me prastavit rowlatt act ke Khiladi ek rashtrvyapi Satyagrah aandolan chalne ka fesla Liya..
2)bhartiye sadasyo ke Bhari virodh ke bavjood is Kanoon Ko impireal lajislative council ne bahut jalbaji me parit kar diya tha..
3) is Kanoon ke jariye Sarkar Ko rajnitik gatividhiyo Ko kuchalne aur rajnitik kediyo Ko do saal tak Bina mukadma chalaye jel me band rakhne ka Adhikar mil Gaya tha.
.....



I hope I help u




plz Mark as brainliest...............






:-):-):-):-):-):-):-:-:-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-):-)

sheetalsunil: first point me thodi type galat ho gya hai. .
sheetalsunil: gandhiji ne 1919 me prastavit rowlatt act ke khilaf satyagrah andolan chalane ka fesla kiya..
Similar questions