write a conversation between two friends in Hindi
BhaskarSoni:
Thanks......
Answers
Answered by
21
hloo.. tumhara samvaad..
rishi: raaghav kaise ho tum? bohut dino baad nazar aaye!!
raghav: haa yaar kya batau!! parikshaaye sar par jo hai.. usi ki tayaari mai lga hua hu kab se!! tum batao tumhari parekshaaye kabse shuru hai?
rishi: ohh acchi baat hai isis tarah mehnat karoge toh zaroor safalta milegi.. meri parekshaaye toh 9 june se shuru ho rhe hai. mai b tayariya kar rha hu.
raghav: ye acchi baat hai. lekin meri parekshaaye toh 12 se shuru hai. aur mai ek din mai sirf ek hi vishay acche se padh paata hu. isliye mujhe samay zada lg jaata hai. kya tum mujhe kam samay mai saare vishye padhne ka upay bta skte ho?
rishi: haa kyu nhi!! dekho tum apne poore din ka ek samay saarini (time table) bna loo. aur usi k hisaab se saare vishaye padha karo is se tumhare saare vishye ki tayaari bhi ho jaayegi. aur ek baat ka zaroor dhiyaan rakhna padhne k saath saath tumhe khlne koodne ki bhi zaroorat hai. hamesha har vakt padhte rehna humari sehat k liye haanikarak ho skta hai.
raghav: arre vaah!! tumne mujhe ye ek bohut accha upay bataya hai rishi... dhanyavaad. mai abhi ghar jaakar apna samay saarini bnata hu.
rishi: arre raghav tum bhi!! dhanyavaad mat bolo. ek dost hi doosrey dost hi sahayata karta hai. aur tum tuitions bhi jaa skte ho. aur subah hamesha viyayaam kiya karo. is se tum durust rahoge.
raghav; tum bohut acche ho. mai aaj hi pita ji ko keh kar apni tuitions lga lunga. aur hamesha viyayam bhi kiya karunga. kyu na hum dono ek saath viyayaam karne chale. baate bhi kar lenge thodui bohut..
rishi: haa kyu nhi. kal subah hi hum dono chalte hai...
raghav: haa theek hai. hum 6 bje milte hai yaha. ab chalta hu. alvida.
rishi. theek hai. alvida..
hope this answer will help you... : ) : )
plz mark me in brainliest.. please!!!

Similar questions