write a nibandh on mera Punjab in Hindi language
Answers
Answered by
1
Answer:
mera punjab meri shaan hai. main punjab se hi sambandh rakhti hoon .mujhe punjab bohat pasand hai punjab meri jaan hai.punjab ek duniya ki aaise jagah hai jis par guruon aur fakiron ne janam liya hai.
punjab do shabdon se bana hai punj aur aab . punj ka arth hai panch aur aab ka matlab dariya hai . punjab ko rangla punjab bhi kaha jata hai. yahan ke log khule dil ke hote hain .unke man mein kisi bhi tarah ki koi irkha nahi hoti . aur punjab ke logon punjabion ki yeh khasiat hai ki woh har kaam mein number ek par rahte hain jaise ki kanak ugane mein ,sangtre,angoor aur chawal mein yeh hamesha no. ek par rahe hain.
Similar questions
Computer Science,
7 months ago
Math,
7 months ago
Math,
1 year ago
Physics,
1 year ago
Biology,
1 year ago