write a short poem written by you,and not by any author.
Answers
Answered by
0
NADIYA
Prakruti ki shaan hai yeh
ham sab ka abhimaan hai yeh
yeh ham sab ko bhati
aur sabhi ke dilon ko lubhati.
ganga jaisi pavitr nadi
lagti hai hum sab ko pyari pyari
log karte hai ise apavitr
dalkar gandagi sari sari.
yamuna hai tajmahal ke aage
namuna ye ham dekhne ko bhage
namuna hai yeh aisa sundar
milta hai agra ke andar.
ganga,yumuna,bhagirathi
milkar banta hai ek sagar
aao kare hum ise saaf
sab eksaath miljhulkar........
Prakruti ki shaan hai yeh
ham sab ka abhimaan hai yeh
yeh ham sab ko bhati
aur sabhi ke dilon ko lubhati.
ganga jaisi pavitr nadi
lagti hai hum sab ko pyari pyari
log karte hai ise apavitr
dalkar gandagi sari sari.
yamuna hai tajmahal ke aage
namuna ye ham dekhne ko bhage
namuna hai yeh aisa sundar
milta hai agra ke andar.
ganga,yumuna,bhagirathi
milkar banta hai ek sagar
aao kare hum ise saaf
sab eksaath miljhulkar........
kvnmurty:
is this copied ? from famous poem nadiya?
Similar questions