Write a summary of drama -: The dear departed in easy language in Hindi. Because tomorrow is my exam.
Answers
is play ki shuruvat ek scene se hoti hai jismain amelia , abel ki beti jisko mara bataya gaya hai.
amelia uski beti haia aur vo apne pati se bat kar rahi hai. Vo usse kah ri h ki grandfthr ka bureau le aate hain unke kamre main se taki jab uski bhen elizabeth aae to yeh bureau batne ki jaydad ka hissa na rahe. Vo apni beti ko bolti hai ki apni black dress phn aao jakr. Jjab vo bureau neeche la rahi hoti h tbhi uski bhen aa jati h. Vo use andr lati hai usse puchti hai ki phle papa ko dekhogi (jo ki upar ke kamre m pade the mare hue) ya chai peeogi to vo chai peene ki kahti h aur ye sab bat jrne lag jate hai. Bad main jab amelia apni beti ko abel ke kmre m kisi kam se bhejti hai to vo dari hui aati hai aur khti h ki abel jonda hai aur tbhi abel neeche aa jata hai. use tab pta lagta h ki uski dono betian uski jaydad se pyar krti h na ki usse.
hi message me dear......