write about this drawing in your own words about 250 - 300 words in Hindi
the person who will answer this question will be marked as brainliest
Answers
iss chitra mein ek baalak apni maata ke saath mandir se puja karke laut raha hai. pandit pooja kar rahe hain. mukhya dwar par pujari khade hain. kuchh log mandir mein pravesh kar rahe hain. suryoday huay kuch hi samaya hua hai aur log prarthna karne ke liye mandir jaa rahe hain.
Answer:
Iss chitr mein Mandir aur Sooryast ka drishy dikhaya gaya hai. Ek ladka apni maa ke saath pooja ki aarthi ki thali lekar jaa raha hai. Balak aur uski maa ke peeche saadhu-santh yagy kar rahe hai jaha agni ka upyog kiya jaa raha hai. Drishy mein seediyan bhi dikhayi gayi hai jo mandir tak jaati hai. Mandir mein log bhagwan ki pooja kar rahe hai. Sooryast ke drishy mein ek nadi hai jaha pani ke andar kamal hai.
plz mark the answer as brainliest if it helps u & sorry, I could not write in words in hindi.