Hindi, asked by kumarVenkataraman, 1 year ago

write an essay in about 1000 words in hindi on the topic "aam aadmi ke liye aadhar card ki upyogita" pls give it fast in 2 hrs pls pls tommorow is the submission pls ASAP.......

Answers

Answered by PreethiShankar
2
Aadhar card vishishta aur digital rup se logon ki pehchan karne ka prayaas hai. Prathmik uddheshya yeh hai ki ek vyakthi ki samajik suraksha ko track karna hai. Isme pratyek vyakthi ki barah ankhon ki pehchan sankhya vidyaman hogi. Aam aadmi ke liye aadhar card kayi jagah pe upyog ho sakthi hai. Agar ek vyakthi ek gaanv se dusra gaanv visthapit karta hai, toh aadhar card ke dwaara uska visthapit pehchaana jaata hai aur woh apna ration naye gaanv mein khareed sakta hai. Vikthiya samaveshan ek aur upayogita hai iss card ke dauran aam aadmi ke liye. Aadhar card se bank account khulvaya ja sakta hai, vishesh rup se thuchha aay vale logon ke liye. Pratyaksha nakad hastantaran, bhojan suraksha, Guaranteeshuda rozghar jaise sarvajanik yojanayon mein aadhar card ki upayog hoti hai. Ab iske madyam se passport, driving license ityadi bana sakta hai. Is card mein uski samuchith jaankari di gayi hogi. Athaha ise saraltha se sweekar kar liya jayega. Sarkar dwaara upalabdh kari gayi suvidhayen ka labh lene mein aadhar card bahut kaam aayegi.
Similar questions