Hindi, asked by singh600, 11 months ago

write an essay of diwali in hindi (500) words for 10th class..paragraph wise please don't spam from the google do it in your own words so can I mark u as brainlist????​

Answers

Answered by Darshana66037
4

Answer:

diwali

Explanation:

Bharat vrshme prachin kalse tyoharo ki gaurov mayi prampara chali aarhi hai. ghar ghar dipak jlanye wali dipavli yaa diwali schmuch bhartiy tyoharo ki maha rani hai. sal bhar rukna pdta hai Diwali keliye . kuch logo ki dharna hai ki ramchandra ji jb vanvas se lotkr aaye The tb puri aayodhya Me ghee ke diye jalaye gye The. tbse diwali mante hai. kuch log to yh bhi bolte hai ki maharaj yudhshtir ke rajsuy ygya ki purn huri isi din hui thi tbse yh tyohar mnaya jata hai.

diwali saf safai or sjavt ka sunhara sandesh lekr aati hai. iske aane se phle hi log saf sfai suru kr dete hai. gharki orte kpde or ghne jmkr khridari krti hai. ghar ghar pkwan mishthan bnate hai. bche ptakhe se sara ghar Sir pr le ghumte hai. prakruti bhi putrh Khush dikhai deti hai. iske Bad aatish baji se vatavrn gunj uthata hai. dhan ters ke din log dhan ki puja krte hai. iske Bad choti Diwali nrk chtirdshi aati hai.mante yeh hai ki bhagwan Vishnu ne nrkasur ka sanghar kiya tha amaws ka din Diwali hai. vyapari logo ka nya vrsh suru hota hai. Diwali ka dusra din vikram ka nya vrsh suru hota hai. Diwali ke dino Me sb log milte hai. vayu dushit hoti hai. log jl bhi jate hai. bhyankr agni kand bhi hote hai. ise hme bchna chahiye. Diwali Me ghar aangan or tanman dono khush rhte hai.

happy Diwali

brain list kro

Answered by UniqueStar143
13

Hyy mate here is your answer

↪️दिवाली का त्यौहार हर किसी के लिए खुशियां लेकर आता है, फिर चाहे वो बड़ा हो या बच्चा। हर कोई इस त्यौहार को बड़ी ही धूम धाम से मनाता है। साथ ही स्कूलों, कॉलेजों, दफ्तरों आदि में भी दीवाली का त्यौहार बहुत ही उल्लास के साथ मनाया है। ये त्यौहार साल में एक बार आता है जो कि अक्टूबर या नवम्बर की माह में होता है। दीवाली आते ही लोग अपने घर की साफ-सफाई भी करते है। नए कपड़े पहनते है, मिठाई खाते हैं, दीप जलाते है, पटाखे जलाते हैं, लक्ष्मी-गणेश भगवान की पूजा करते हैं।

⏭️⏭️⏭️⏭️⏭️⏭️⏭️⏭️

Similar questions