Write an essay on Nepal earthquake 2015 in Hindi
Answers
Answered by
38
Nepal mein bhukamp aaya 7.8Mw theevratha ke saath aur 8800 logon se jyaada log mar gaye. Bhukamp ka adhikendra lamjung tha aur gehrayi lagbag 15km neeche thi. Bhukamp mein kai mehatvapurna aur pracheen aithihasik mandir va anya emarthein bhi nasht hui hai. Bhukamp ke jatke china, india, bangladesh aur pakistan mein bhi mehsoos kiye gaye. Bhukamp ki vajah se everest parvath aur langtang valley mein avalanche aa gaye. Jeevit logon ki talaashi jaari hai aur rahath karya jaari hai.Duniya ke sabhi deshon se paisa aur rahath ke samagreeyan nepal ko pahunch rahi hai.Nepali sena ke lagbag 90% javanon ko rahath aur bhachav karya mein thuranth laga diya gaya.Bharish aur kharaab mausam ke kaaran bachav karya prabhavith ho raha tha. 1 May tak videshi sahaytha agencies (Doctors without Borders aur Red Cross) vahan pe pahunch ke chikitsakiya shuru kara diya aur gambhira rupa sē dūrastha kṣētrōṁ sē hēlīkāpṭara dvārā ghāyala kō nikālanē ki kaam bhi shuru ho gayi. Aaj bhi nepal mein rahath ki kaam chal raha hai.
Qba:
Great answer, thanks ! :)
Similar questions
English,
8 months ago
History,
8 months ago
Geography,
8 months ago
English,
1 year ago
Computer Science,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago