Write an essay veer ras in 500 words
Answers
Answered by
1
Ras ka arth hai kisi tarah ka utsaah.Jab hum kisi baat ki khushi se utsahit hota hain to usse vyakt karne ke bhaav ko ras kehte hain.Per jab hum deshbhakti aur shaurya ka karan apne utsaah shabdon main chair karte hain tab usse veer ras kaha jaata hai kyunki yudh karna aur shatru per vijay prapt kerna se jo alag hi tarah ka utsaah utpann hota hai.Ishi bhaav ko hum veer ras kehte hain.Jis bhi kavita padhker humein apne deshvasiyin aur deshbhakti per garv utpann to ismein deshbhakti na bhaav hota hai.
Veer ras ke kuch udahran is prakar hain :-
1)Bundelon harbolo ka mukg humne suni kahani tho,
khoob la do mardaani wo to jhaansi wali rani thi.
2)Hum manga ko mukt karenge,
yeh vidhaan humara hai
Bharat varsh humara hai,
Hindustan humara hai.
Kuch is tarah ka hota hai veer ras jisse humara ander ki deshbhakti jaag uthti hai.

Similar questions