Hindi, asked by farizauraku9454, 1 year ago

Write five idioms on water in hindi and make sentences

Answers

Answered by NavyaArohi
5
chullu bhar paani me doob marna
Sentence- chullu bhar Pani me doob Marna agar tum hindi ki Pariksha me asafal hue to

dhudh ka dhudh Pani ka Pani hona
Sentence- maharaja Harishchandra ese nyayai the chahe kesa bhi jhagda ho, Shan bhar me dhudh ka dhudh or Pani ka Pani kar dete the

ghado Pani pad Jana
Sentence- Usne kaam hi esa kiya h jab me Mai uski charcha karta hu mujh per ghado Pani pad jata h

Pani Pani ho Jana
Sentence- adhyapak ne sawal ka jawab na dene per bhari kaksha me Sonu Ko data jisse wo Pani Pani ho gya

ghaat ghaat ka paani peena
Sentence- ese hi thodi na itne Gyani h wo unhone ghaat ghaat ka paani Piya hua h.
Similar questions