write meanings and make sentences Char Chand lagana lot pot ho jana aachambit ho jana
Answers
Answered by
10
1 . pratistha badh jana : sonu pehle se hoshiyaar tha lekin dasvi ki antim pariksha mein avval aane se uski safalta per CHAR CHAND LAG GAYE .
2 . haste haste lot pot Ho jana : maidan mein Ho rahe hasya natak ko dekh mein hasi rok na paya aur dusre logo ki tarah has has ker LOT POT HO GAYA .
3 . asharya chakit reh jana : meri itni mehnat ke baad jab mere pariksha mein ank kam aaye to mere mata pita AACHAMBHIT HO GAYE .

14
1) Shobha bhadna - aapne yahan aakar char chand laga diye.
2) bahut jor se hasna - natak ko dekhkar sabhi lot pot ho gaye.
3) chakit hona - itne vishal paid ko dekhkar sabhi chakit ho gaye.

Similar questions