English, asked by PraptiMishra2006, 1 year ago

write slogans on patriotic theme


PraptiMishra2006: hello
PraptiMishra2006: Prapti and ur
PraptiMishra2006: first u Will tell

Answers

Answered by ChayanHalder
3
Hey Prapti Happy Republic Day !
Here are some slogans on "Patriotic Theme" -

1. Maa Tujhe Salaam : A. R. Rahman

Yahan vahan saara jahan dekh liya
Ab tak bhi tere jaisa koi nahin
Main assi nahin, sau din duniya ghooma hai
Naahi kaahe tere jaisa koi nahin
Main gaya jahan bhi, bas teri yaad thi
Jo mere saath thi mujhko tadpaati rulaati
Sab se pyaari teri soorat
Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam
Amma tujhe salaam
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Janam janam tera hoon deewana main
Jhoomoon naachoon gaaoon tere pyaar ka taraana
Main jeena nahin soch nahin duniya ki daulat nahin
Bas lootunga tere pyaar ka khazaana
Ek nazar jab teri hoti hai pyaar ki
Duniya tab to meri chamke damke maheke re
Tera chehra sooraj jaisa chaand si thand hai pyaar mein
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Tere paas hi main aa raha hoon
Apni baahein khol de
Zor se mujhko gale laga le
Mujhko phir voh pyaar de
Tu hi zindagi hai, tu hi meri mohabbat hai
Tere hi pairon mein jannat hai
Tu hi dil, tu jaan, amma
Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam
Amma tujhe salaam, maa tujhe salaam
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram
Vande maataram, vande maataram

2. Aye Mere Watan Ke Logon : Lata Mangeshkar

aye mere vatan ke logon, tum khub laga lo naara
yeh shubh din hai ham sab kaa, lahara lo tiranga pyaara
par mat bhulo sima paar, viron ne hai praan ganvaaye
kuchh yaad unhe bhee kar lo - (2)
jo laut ke ghar naa aaye - (2)
aye mere vatan ke logon, jara aankh me bhar lo paanee
jo shahid huye hain unakee, jara yaad karo kurbaanee
jab ghaayal huwa himaalay, khatare me padee aajaadee
jab tak thee saans lade woh, phir apni laash bichha dee
sangin pe dhar kar maatha, so gaye amar balidaanee
jo shahid...
jab desh me thee diwali, woh khel rahe the holee
jab ham baithe the gharo me, woh jhel rahe the golee
the dhanya javaan woh aapane, thee dhanya woh unakee javaanee
jo shahid...
koyee sikh koyee jat maratha, koyee gurakha koyee madaraasee
sarahad pe maranevala, har veer tha bhaaratavaasee
jo khun gira parvat par, woh khun tha hindustani
jo shahid...
thee khun se lath path kaaya, phir bhee banduk uthaake
das das ko ek ne maara, phir gir gaye hosh ganvaake
jab ant samay aaya toh, kah gaye ke abb marate hain
khush rahana desh ke pyaaro, abb ham toh safar karate hain
kya log the woh divaane, kya log the woh abhimaanee
jo shahid...
tum bhul naa jaao unako, iss liye kahee yeh kahaanee
jo shahid...
jay hind, jay hind kee sena - (2)
jay hind, jay hind, jay hind

3. Sare Jahan Se Achha Hindustan Hamara : Muhammad Iqbal

Sare jahan se accha hindostan hamara
Hum bulbulain hai iss ki yeh gulsitan hamara
Sare jahan se accha

Ghurbat men hon agar ham rahta hai dil vatan men
Samjho vahin hamen bhi dil hain jahan hamara

Parbat voh sab se uncha hamsaya asman ka
Voh santari hamara voh pasban hamara

Godi men khelti hain is ki hazaron nadiya
Gulshan hai jin ke dam se rashk-e-janan hamara

Aye ab raud ganga voh din hen yad tujhko
Utara tere kinare jab karvan hamara

Mazhab nahin sikhata apas men bayr rakhna
Hindvi hai ham vatan hai hindostan hamara

Yunan o misr o roma sab mil gaye jahan se
Ab tak magar hai baqi nam o nishan hamara

Kuch bat hai keh hasti milati nahin hamari
Sadiyon raha hai dushman daur e zaman hamara

Iqbal koi meharam apna nahin jahan men
Malum kya kisi ko dard e nihan hamara

Sare jahan se accha hindostan hamara
Ham bulbulain hai is ki yeh gulsitan hamara



4.Vande Mataram : Lata Mangeshkar


(Vande maataram
Vande maataram - 10) - 2
Sujalaam suphalaam malayaj sheetalaam
Shasya shyaamalaam maataram
Vande maataram
Shubhr jyotsana pulakit yaamini
Phulla kusumit drumadal shobhini

Suhaasini sumadhur bhaashini
Sukhadaam varadaam maataram
Vande maataram
Vande maataram
Shasya shyaamalaam maataram vande maataram
Shubhra jyotsana pulakit yaamini
Suhaasini sumadhur bhaashini
Sukhadaam varadaam maataram

ChayanHalder: Hey, Happy Republic Day!
PraptiMishra1: hiii
PraptiMishra1: my new id
Similar questions