Math, asked by ashikakumarishakya34, 3 months ago

write the Co-interior angle of BGH from the given figure.​

Answers

Answered by akashmishra12337
1

Answer:

hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle

bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle

Dare kyuuñ merā qātil kyā rahegā us kī gardan par

vo ḳhuuñ jo chashm-e-tar se umr bhar yuuñ dam-ba-dam nikle

nikalnā ḳhuld se aadam kā sunte aa.e haiñ lekin

bahut be-ābrū ho kar tire kūche se ham nikle

bharam khul jaa.e zālim tere qāmat kī darāzī kā

agar is turra-e-pur-pech-o-ḳham kā pech-o-ḳham nikle

magar likhvā.e koī us ko ḳhat to ham se likhvā.e

huī sub.h aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle

huī is daur meñ mansūb mujh se bāda-ashāmī

phir aayā vo zamāna jo jahāñ meñ jām-e-jam nikle

huī jin se tavaqqo ḳhastagī kī daad paane kī

vo ham se bhī ziyāda ḳhasta-e-teġh-e-sitam nikle

mohabbat meñ nahīñ hai farq jiine aur marne kā

usī ko dekh kar jiite haiñ jis kāfir pe dam nikle

kahāñ mai-ḳhāne kā darvāza 'ġhālib' aur kahāñ vaa.iz

par itnā jānte haiñ kal vo jaatā thā ki ham nikle

Step-by-step explanation:

are figure kaha hi iska

Answered by mcchaturvedi98933891
1

Answer:

forming an essential foundation or starting point; fundamental.

"certain basic rules must be obeyed

Hope it will help you

Step-by-step explanation:

Akash mujhe maaf akreyega mein vo ladka bakwas kar raha tha apke upar mera dimag kharab ho gaya aur mene usse uske bkwas ke reply de deya aur aapne kuch nhi kiya sorry maat kaheye mein aab sham ko aauge so take care aur aap pareshan maat houeye kuch nhi hua baas bhul jayeyer

Apna dhyan rakheyga

Attachments:
Similar questions