Psychology, asked by 30roshanrtgmailcom, 11 months ago

Wrote a poem on the basis of todays era... Hope you all like it..
And the question is at last..
-----------------------------------------
Aaj ki duniya ki ek chothi si jhalak
----------------------------------------
Khuda ne jo hameen pyaar se joda
Mobile ke addiction se hamen jo maroda,
Pyar mae bhi ek sunehra seekh chupaya..
Sab ke saath jeene ka ek pal dikhaya..

Ghar baethe sapne dekhte hain,
Nal kholke paani pete hain,
Sab kuch hamare samne hota hain,
Kabhi kushi kabhi gham bhi hota hain.

Bachpan ki mitti ab pathar ho gayi hain,
Baarish kichad ke dhabbe nahi sookha chod gayi hain..
Ghar ke pinjare se bahar nikalte hi nahi,
Mobile se judgaye toh milte hi nahi..

Alag hi chunoti mili hain hameen,
Makdi ke jaal se nikalna hain hameen,
Jo nikal gaya jindagi ki seekh le jayenga,
Jo phas gaya ghut ghut ke vahi mar jayega..

Aaj door ka insaan paas hai
Aur paas ka insaan door...
Alas ki param aatma hai
Kaha gayi vo noor..

Badlna hai khatin
Esa hameen lagta hain
Aree dhyan se dekh Ye sab sapna hain..

----------

What is your experience of life based on todays generation..?
Give your views
​​

Answers

Answered by liliana22dhiman
2

Answer:

it is a very nice poem , worthy of publishing

Similar questions